The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Aa Aajaa Dikhaauun Tujhe Jannat Kii Shaam Zulfon Kii Chhainyaa Men Kar Le Aaraam Aa Aajaa [ Aa Aaja Dikhaoon Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Jo Rang Mere Badan Men Hai Vo Gulon Men Kahaan Mahak Uthii Hai Ye Mahafil Ajab Gulaab Huun Main Merii Adaa Merii Paayal Ye Giit Mastaane Meraa Javaab Nahiin Haay Laajavaab Huun Main Aankhen Milaa Ke Pii Le Aankhon Ke Jaam Aa Aajaa Jahaan Men Aaye Ho Kuchh Roz Aish Kar Jaao Na Jaane Kal Ye Zamaanaa Rahe Rahe Na Rahe Ye Zindagii Hai Badii Bevafaa Tumhaarii Qasam Na Jaane Kal Ye Taraanaa Rahe Rahe Na Rahe Dekhaa Jaayegaa Jo Hogaa Anjaam Aa Aajaa [ Aa Aaja Dikhaoon Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]