The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
aa intazaar hai tera dil beqaraar hai mera - 2 aaja na sata aur aaja na rula aur - 2 aaja ki tu hi hai meri ummid ka taara ummid ka taara - 2 sangam meri kushiyon ka nigaahon ka sahaara aa intazaar hai tera dil beqaraar hai mera - 2 aakar meri jaagi huyi raaton ko sula de kho jaauun, kho jaauun mujhe aisa koyi git suna de aa intazaar hai tera dil beqaraar hai mera - 2 aaja aajaa ab aur sitam, ab aur sitam ham se uthaaye nahin jaate - 2 aa aa aa aa aur raaz mohabbat ke, aur raaz mohabbat ke chhupaaye nahin jaate chhupaaye nahin jaate aa intazaar hai tera dil beqaraar hai mera - 2