The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Gee: Are Na Na Na Na Na Na Toba Toba Yes Tauba And Not Tauba Main Na Pyaar Karungi Main Na Pyaar Karungi Kabhi Kisise Toba Re Balam Toba Toba Ra: Are Vaah Vaah Vaah Vaah Aaisa Kaisa Hoga Toba Kaayko Karta Toba Kaayko Karata Pyaar Se Darta Aisa Re Sanam Kaisa Hoga [ Aaisa Kaise Hoga Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Ra: (Dard-E-Jigar Se Main Weak Hu Bahut, Karo Aaisa Na Julam Are Ho Jaayenga Failabhi Heart Hamara Tere Sarr Ki Kasam!) - 2 Gee: (Chhi Chhi Chhi Chhi Chhi Chhi, Karo Na Aaisi Baat Dekho Dekho Dekho, Chhodo Ji Mera Haath)-2 Ra: Are Vaah Vaah Vaah Vaah Aaisa Kaisa Hoga ... Ra: (Tu Jo Kahe Dharti Mein Kuan Khod Daalu, Du Ye Duniya Ujaad Tu Jo Kahe Chadh Jaau Lambe-Lambe Ped, Unche-Unche Yeh Pahaad) -2 Gee: Rich Ka Tu Ankal, Bandar Ka Tu Baap Ra: Maara Baap! Gee: Thoko Nahi Bandal, Raho Ji Chup-Chup Rich Ka Tu Ankal, Bandar Ka Tu Baap Thoko Nahi Bandal, Raho Ji Chup-Chup Ra: Are Vaah Vaah Vaah Vaah Aisa Kaisa Hoga ... Sach Kaho Raat Ko Akele Mein Dhadakta To Hoga Tera Dil Karta To Hoga Tera Man Karu Do-Do Batiyaan Kisi Se Hilmil Gee: Hu Main Koi Rogi, Ajab Teri Baat, Soti Hu Maze Se Main Saari Saari Raat Gee: Hu Main Koi Rogi, Ajab Teri Baat, Soti Hu Maze Se Main Saari Saari Raat Ra: Are Vaah Vaah Vaah Vaah Aisa Kaisa Hoga ... [ Aaisa Kaise Hoga Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]