![]() #1 site for Hindi Lyrics & Bollywood Entertainment |
||
|
|
Hindi Lyrics: Aaj main oopar aasmaan neeche Aaj main aage zamaana hai peechhe Aaj main oopar aasmaan neeche Aaj main aage zamaana hai peechhe Tell me o khuda Ab main kya karoon Chaloon seedhi ki ulti chaloon Aaj main oopar aasmaan neeche Aaj main aage zamaana hai peechhe Tell me o khuda Ab main kya karoon Chaloon seedhi ki ulti chaloon Aaj main oopar aasmaan neeche Yoonhi bin baat ke chhalke jaaye hansi Dole jab hawa laage gudugudi Yoonhi bin baat ke chhalke jaaye hansi Dole jab hawa laage gudugudi Sambhaloon gir padoon Arre arre arre arre arre tauba kya karoon Chaloon seedhe ki ulti chaloon Aaj main oopar aasmaan neeche Aaj main aage zamaana hai peechhe Aaj main oopar aasmaan neeche Aaj main aage zamaana hai peechhe Tell me o khuda Ab main kya karoon Sar ke bal ya kadam se chaloon Aaj main oopar aasmaan neeche Jhoome ja mauj mein rukna na jaanejaan Dekhoon ye tarang rukti hai kahaan Jhoome ja mauj mein rukna na jaanejaan Dekhoon ye tarang rukti hai kahaan Main bhi ter sang In lehron pe chaloon Sar ke bal ya kadam se chaloon Aaj main oopar aasmaan neeche Aaj main aage zamaana hai peechhe Aaj main oopar aasmaan neeche Aaj main aage zamaana hai peechhe Tell me o khuda Ab main kya karoon Chaloon seedhi ki ulti chaloon lalalla... This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Aaj Main Oopar from the Bollywood movie KHAAMOSHI. We tried to make Aaj Main Oopar Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Aaj Main Oopar Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.
| |||||||||||||||||