Hindi Song Lyrics of Aankh milaate darr lagta hai
RAJA Movie Songs LyricsAankh milaate darr lagta hai Lyrics Hindi Song Title: Aankh milaate darr lagta hai : RAJA
Singer(s): ALKA YAGNIK AND UDIT NARAYAN
Hindi Lyrics:
--FEMALE-- Oh oh oh oh, oh oh oh, aa aa aa --MALE-- Aankh milaate darr lagta hai Ishq kahin na ho jaaye Kab se sambhaala dil ko maine Dil yeh kahin na kho jaaye O rabba ho, oh oh oh rabba ho - 4 Aankh milaate darr lagta hai Ishq kahin na ho jaaye (Ishq buri hai cheez, maine maana Par nahin maane yeh dil deewaana) - 2 --FEMALE-- Dard mile chaahat mein, maine jaana Hai bada mushkil dil ko samjhaana --MALE-- Yeh pyaar kahan kab hota hai Jab hona ho tab hota hai Yeh koi na jaane, haaye --FEMALE-- Aankh milaate darr lagta hai Ishq kahin na ho jaaye Kab se sambhaala dil ko maine Dil yeh kahin na kho jaaye O rabba ho, oh oh oh rabba ho - 4 (Aashiqon ko neend nahin aaye Har ghadi dilbar ki yaad sataaye) - 2 --MALE-- Pyaar mein doori na sahi jaaye Beqaraari reh rehke tadpaaye --FEMALE-- Yeh rog jisse lag jaata hai Voh jeeta na mar paata hai Dil kehna na maane, haaye --MALE-- Aankh milaate darr lagta hai Ishq kahin na ho jaaye --FEMALE-- Kab se sambhaala dil ko maine Dil yeh kahin na kho jaaye O rabba ho, oh oh oh rabba ho - 2 --MALE-- O rabba ho, oh oh oh rabba ho - 2
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Aankh milaate darr lagta hai from the Bollywood movie RAJA. We tried to make Aankh milaate darr lagta hai Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Aankh milaate darr lagta hai Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.