The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Aazama Luck Aazama, Aazama Waqt Aazama, Apani Kismat Ki Baazi Aazama Subah Nayi Aazama, Khwaab Saare Aazama, Apani Kismat Ki Baazi Aazama Jami Se Uthaaye, Phalak Pe Bithaaye, Meharban Ho Jaaye Gar Khuda Hawaao Mein Chaahe Charaag Jalaaye, Meharban Ho Jaaye Gar Khuda ((Aazama Luck Aazama) -3 Aazama) - 2 [ Aazama Luck Aazama Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Saari Kudrat Saara Aalam, Tujhpe Ho Jaayega Yuun Fida Saari Duniya Saare Mausam, Aise Mil Jaayenge Baakhuda ((Aazama Luck Aazama) -3 Aazama) - 2 (Its Not About The Money, Not About The Honesty Don’t You Think It’s Rather Funny, Luck, Luck, Luck Is The Key) - 2 Hai Tera Woh Aashiya, Chhule Tu Yeh Aasmaan Manjilo Se Aage Nikal, Phir Tere Dono Yeh Jahaan Jamin Se Uthaaye Phalak Pe Bithaaye, Meherbaan Ho Jaaye Gar Khuda Hawaao Mein Chaahe Charaag Jalaaye, Meherbaan Ho Jaaye Gar Khuda ((Aazama Luck Aazama) -3 Aazama) - 2 Tedhe Medhe Raaste, Sab Hai Tere Vaaste Har Mushkil Aasaan Bane, Chalana Tu Aahiste Jami Se Uthaaye Phalak Pe Bithaaye, Meherbaan Ho Jaaye Gar Khuda Hawaao Mein Chaahe Charaag Jalaaye, Meherbaan Ho Jaaye Gar Khuda ((Aazama Luck Aazama) -3 Aazama) - 2 (Its Not About The Money, Not About The Honesty Don’t You Think It’s Rather Funny, Luck, Luck, Luck Is The Key) - 2 [ Aazama Luck Aazama Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]