Hindi Song Lyrics of Aisi Ankhen Nahi Dekhi
AAPKO PEHLE BHI KAHIN DEKHA HAI Movie Songs LyricsAisi Ankhen Nahi Dekhi Lyrics Hindi Song Title: Aisi Ankhen Nahi Dekhi : AAPKO PEHLE BHI KAHIN DEKHA HAI
Singer(s): JAGJIT SINGH, ASHA BHOSLE
Cast(s): Priyanshu Chatterjee , Farida Ja , Om Puri , Arundha , Sakshi Shivanand
Hindi Lyrics:
Aisi Aankhen Nahin Dekhi Aisi Aankhen Nahin Dekhi Aisa Kajal Nahin Dekha Aisa Jalwa Nahin Dekha Aisa Chehra Nahin Dekha Jab Yeh Daaman Ki Hawan De Aag Jungle Mein Laga De Jab Yeh Sehrao Mein Jaaye Ret Mein Phool Khilaye Aisi Duniya Nahin Dekhi Aisa Manzar Nahi Dekhi Aisa Aalam Nahi Dekha Aisa Dilbar Nahin Dekha Uske Kangan Ka Khalakna Jaise Bulbul Ka Chehakna Uske Pazeb Ki Cham Cham Jaise Barsaat Ka Mausam [ Aisi Ankhen Nahi Dekhi Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Aisa Sawan Nahi Dekha Aisi Baarish Nahi Dekhi Aisi Rimjhim Nahin Dekhi Aisi Khwahish Nahi Dekhi Uski Bebaad Se Baatein Jaise Sardi Ki Ho Raatein Uff Yeh Tanhai Yeh Masti Jaise Toofan Mein Kashti Miti Koyal Si Hai Boli Jaise Geeton Ki Rangoli Sukh Gaalon Pe Pasina Jaise Phagun Ka Mahina Aisi Ankhen Nahi Dekhi Aisa Kajal Nahi Dekha Aisa Jalwa Nahi Dekha Aisa Chehra Nahi Dekha [ Aisi Ankhen Nahi Dekhi Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Aisi Ankhen Nahi Dekhi from the Bollywood movie AAPKO PEHLE BHI KAHIN DEKHA HAI. We tried to make Aisi Ankhen Nahi Dekhi Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Aisi Ankhen Nahi Dekhi Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.