Hindi Movie Songs Lyrics
#1 site for Hindi Lyrics & Bollywood Entertainment

HEENNA Movie Songs Lyrics
Anar Dana Anar Dana Lyrics

Hindi Song Title: Anar Dana Anar Dana
Hindi Movie/Album Name: HEENNA
Singer(s): LATA MANGESHKAR AND SURESH WADKAR


Hindi Lyrics:
--FEMALE--
Oh ho ho ho, oh ho ho ho - 2
Nar dana, anar dana
Asaaroomi topi waale naal jaana

--CHORUS--
Nar dana, anar dana
Asaaroomi topi waale naal jaana

--FEMALE--
Nar dana, anar dana, nar dana, anar dana
Asaaroomi topi waale naal jaana

--CHORUS--
Naal jaana, naal naal jaana

--FEMALE--
Yeh topi, yeh chaand sa chehraa

--CHORUS--
Yeh topi, yeh chaand sa chehraa

--FEMALE--
Jo dulhe ke sir pe sehraa - 2

--CHORUS--
Sir pe sehraa

--FEMALE--
Mar jaana, mar jaana
Asaa tainu tak tak mar jaana

--CHORUS--
Nar dana, anar dana
Asaaroomi topi waale naal jaana

--FEMALE--
Oh ho ho ho, oh ho ho ho - 2
Ishq pe ho gayi maher khudaa ki

--CHORUS--
Ishq pe ho gayi maher khudaa ki

--FEMALE--
Rab ne sunli arz heena ki - 2

--CHORUS--
Arz heena ki

--FEMALE--
Shukraana shukraana, o rabba tera lakh lakh shukraana

--CHORUS--
Nar dana, anar dana
Asaaroomi topi waale naal jaana

--FEMALE--
Pyaar ki dori dil ko kheenche

--CHORUS--
Pyaar ki dori dil ko kheenche

--FEMALE--
Tu aage, main peeche peeche - 2

--CHORUS--
Tere peeche

--FEMALE--
Thukraana, thukraana, tere liye saara jag thukraana

--CHORUS--
Nar dana, anar dana
Asaaroomi topi waale naal jaana

--FEMALE--
Nar dana, anar dana, nar dana, anar dana
Asaaroomi topi waale naal jaana

--CHORUS--
Naal jaana, naal naal jaana

--FEMALE--
Asaaroomi topi waale naal jaana
Naal jaana, naal naal jaana

--MALE--
Bashmalle, bashmalle, bashmalle, bashmalle
Vai vai, vai vai, bashmalle, bashmalle
Raat muraadon waali aayi hai
Mehndi ke rang sang laayi hai
Gaake bolo, naachke bolo, jhoomke bolo, bashmalle
Dulhe bhai ki peshaani jhoomke bolo bashmalle
Bashmalle, bashmalle, bashmalle, bashmalle
Vai vai, vai vai, bashmalle, bashmalle

Dulhe ke ghar se itar jo aaya - 2
Usne saara jahaan mahekaaya - 2
Vo itar tan pe malke, aayi dulhan nikalke - 2
Gaake bolo, naachke bolo, jhoomke bolo, bashmalle
Dulhe bhai ki peshaani jhoomke bolo bashmalle
Bashmalle, bashmalle, bashmalle, bashmalle
Vai vai, vai vai, bashmalle, bashmalle

Raat muraadon waali aayi hai
Mehndi ke rang sang laayi hai
Gaake bolo, naachke bolo, jhoomke bolo, bashmalle
Dulhe bhai peshaani jhoomke bolo bashmalle

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Anar Dana Anar Dana from the Bollywood movie HEENNA. We tried to make Anar Dana Anar Dana Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Anar Dana Anar Dana Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.



Google Web hindilyrix.com