Hindi Song Lyrics of Ankhiyaan Gulaabi Jaise Mad Ki Hain Pyaaliyaan
BEQASOOR Movie Songs LyricsAnkhiyaan Gulaabi Jaise Mad Ki Hain Pyaaliyaan Lyrics Hindi Song Title: Ankhiyaan Gulaabi Jaise Mad Ki Hain Pyaaliyaan : BEQASOOR
Singer(s): MOHAMMAD RAFI, LATA MANGESHKAR
Hindi Lyrics:
(ankhiyaan gulaabi jaise mad ki hain pyaaliyaan mad ki hain pyaaliyaan jaagi huyi aankhon mein sharam ki hain laaliyaan sharam ki hain laaliyaan) - 2 (din hain jawaani ke ulfat ki raatein) - 2 (taaron ki chhaanv mein hain pyaar bhari baatein) - 2 sulajhi huyi laton mein ho ho ho sulajhi huyi laton mein ulajh gayin baaliyaan ankhiyaan gulaabi jaise mad ki hain pyaaliyaan mad ki hain pyaaliyaan jaagi huyi aankhon mein sharam ki hain laaliyaan sharam ki hain laaliyaan (duniya meri aankhon mein hai tere kayaal ki) - 2 (bhari huyi phuulon se hai jholi sawaal ki) - 2 khili hain bahaaron mein ho ho ho khili hain bahaaron mein phuulon ki daaliyaan ankhiyaan gulaabi jaise mad ki hain pyaaliyaan mad ki hain pyaaliyaan ljaagi huyi aankhon mein sharam ki hain laaliyaan sharam ki hain laaliyaan (aadhi-aadhi raat koyi kaahe jagaaye re) - 2 naazuk kalaayi mori bal kha na jaaye re aadhi-aadhi raat koyi kaahe jagaaye re sun-sun kush huye ho ho ho sun-sun kush huye mithi-mithi gaaliyaan ankhiyaan gulaabi jaise mad ki hain pyaaliyaan mad ki hain pyaaliyaan jaagi huyi aankhon mein sharam ki hain laaliyaan sharam ki hain laaliyaan
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Ankhiyaan Gulaabi Jaise Mad Ki Hain Pyaaliyaan from the Bollywood movie BEQASOOR. We tried to make Ankhiyaan Gulaabi Jaise Mad Ki Hain Pyaaliyaan Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Ankhiyaan Gulaabi Jaise Mad Ki Hain Pyaaliyaan Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.