The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
(Apni Khoyi Huyi Pehchaan Kahaan Se Laau)- 2 Ik Fakat Jism Hai Abb Jaan Kahaan Se Laau Apni Khoyi Huyi Pehchaan Kahaan Se Laau [ Apni Khoyi Huyi Pehchaan Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Abb Toh Har Simt Andhera Hi Andhera Hai Yahaan Kitana Benoor Hai Kehane Ko Sawera Hai Yahaan Jism Dar Jism Hai Bikhare Huye Jungle Ki Tarah Shaakh Dar Shaakh Gunaahon Ka Basera Hai Yahaan Abb Ujaalon Ka Woh Saamaan Kahaan Se Laau Ik Fakat Jism Hai Abb Jaan Kahaan Se Laau Apni Khoyi Huyi Pehchaan Kahaan Se Laau Kuch Na Bole Toh Kahaani Mein Badala Jaayenge Aag Bujh Jaayegi Paani Mein Badal Jaayenge Kyun Yeh Taarikh Bhala Yaad Rakhegi Hamko Hum Bhi Ik Kissaye Paani Mein Badal Jaayenge Bulbulon Ka Woh Gulistaan Kahaan Se Laau Ik Fakat Jism Hai Abb Jaan Kahaan Se Laau Apni Khoyi Huyi Pehchaan Kahaan Se Laau [ Apni Khoyi Huyi Pehchaan Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]