Hindi Song Lyrics of Apni Yaadon Ko

PYAAR ISHQ AUR MOHABBAT Movie Songs Lyrics
Apni Yaadon Ko Lyrics
Hindi Song Title: Apni Yaadon Ko : PYAAR ISHQ AUR MOHABBAT
Singer(s): SHAAN



Hindi Lyrics:
--MALE--
Hmm, apni yaadon ko chhod na jaana
Apne vaadon ko tod na jaana
Jaana main hoon tera deewana, deewana
Aashiq pehla puraana
Apni yaadon ko chhod na jaana
Apne vaadon ko tod na jaana
Jaana main hoon tera deewana, deewana
Aashiq pehla puraana

Jaise tune toda mera dil, tera dil tootega - 2
Tere haathon se bhi kisi ka daaman chhootega
Yaad rakhna, o bekadar, bekhabar bewafa
Mm hmm hmm hmm
Hmm, saari rasmon ko chhod na jaana
Apni kasmon ko tod na jaana
Jaana main hoon tera deewana, deewana
Aashiq pehla puraana

Hmm, mere baad ab kisko barbaad karegi
Mere baad ab kisko barbaad karegi
Meri tarah tu bhi ek din faryaad karegi
Yaad rakhna, o beadab, besamajh beimaan
Mm hmm hmm hmm
Haan, aise apnon ko chhod na jaana
Mere sapnon ko tod na jaana
Jaana main hoon tera deewana, deewana
Aashiq pehla puraana
Apni yaadon ko chhod na jaana
Apne vaadon ko tod no jaana
Jaana main hoon tera deewana, deewana
Aashiq pehla puraana

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Apni Yaadon Ko from the Bollywood movie PYAAR ISHQ AUR MOHABBAT. We tried to make Apni Yaadon Ko Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Apni Yaadon Ko Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com