The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Assalaam Vaalekum, Vaalekum Assalaam - 4 Har Insaan Ne Kabhi Na Kabhi Kisi Na Kisi Se Pyaar Kiya Hai Maine, Aap Sabne, Toh Usi Pyaar Ke Naam Zindagi Kurbaan [Mohatarama (Jab Aaye Saamne Najro Ke Tum (Mohatarama) Honsho Hawaas Mere Ho Jaaye Gum) - 2 Duaaye Karu, Main Sajda Karu, Yahi Main Kahu Assalaam Vaalekum, Vaalekum Assalaam - 4] - 2 [ Assalaam Vaalekum Songs Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Assalaam Vaalekum, Vaalekum Assalaam Teri Kashish Tadpaati Hai, Dard-E-Dil Ye Badhaati Hai Betaabi Ke Aalam Se, Sehno Ja Yeh Tarsaati Hai Awaara Armaano Ki Manzil Tum, Deewaane Lamho Ki Ho Mehfil Tum - 2 (Mere Jasbaat Mein Tum Ho Rawa (Mohatarama) Tum Pe Kurbaan Hai Dil Ka Jahaan (Mohatarama)) - 2 Duaaye Karu, Main Sajda Karu, Yahi Main Kahu Assalaam Vaalekum, Vaalekum Assalaam - 2 Yaadon Ki Tanhaayi Mein, Jajbo Ki Gehraayi Mein Ehsaason Ki Sargarmi Hai, Tere Khaabon Ki Parchaayi Mein Dard-E-Mohabbbat Ka Hai Yeh Jaadoo, Betaabiyaan Hai Meri Bekaabu - 2 (Tumse Deewaangi Ka Hai Nasha (Mohatarama) Pehele Deedar Se Mein Hoon Fida (Mohatarama)) - 2 Duaaye Karu, Main Sajda Karu, Yahi Main Kahu Assalaam Vaalekum, Vaalekum Assalaam - 2 Mohatarama.... [ Assalaam Vaalekum Songs Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]