Hindi Song Lyrics of Aye Jaan-e-wafa Aaisa Bhi Kya

CHHALIYA Movie Songs Lyrics
Aye Jaan-e-wafa Aaisa Bhi Kya Lyrics
Hindi Song Title: Aye Jaan-e-wafa Aaisa Bhi Kya : CHHALIYA
Singer(s): RAFI



Hindi Lyrics:
aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya 
tum to khafa hamse ho gaye 
aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya 
tum to khafa hamse ho gaye 

ye tumne kaha tha ki ham hain tumhare 
to ham bhi ye samajhe ki tum ho hamare 
phir hamein kis baat ki saza de rahe ho 

aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya 
tum to khafa hamse ho gaye 

jaha pyaar hoga shararat bhi hogi 
jaha hogi antpan mobabbat bhi hogi 
jhuki jhuki aankhon se ye pata de rahe ho 

aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya 
tum to khafa hamse ho gaye 

idhar rah gayi ya udhar rah gayi hai 
kahi kuch kami si magar rah gayi hai 
meri wafa ka ye kya sila de rahe ho 

aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya 
tum to khafa hamse ho gaye 
aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya 
tum to khafa hamse ho gaye

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Aye Jaan-e-wafa Aaisa Bhi Kya from the Bollywood movie CHHALIYA. We tried to make Aye Jaan-e-wafa Aaisa Bhi Kya Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Aye Jaan-e-wafa Aaisa Bhi Kya Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com