Hindi Song Lyrics of Aye Kaash Dil-E-Nadaan
IMAANDAR Movie Songs LyricsAye Kaash Dil-E-Nadaan Lyrics Hindi Song Title: Aye Kaash Dil-E-Nadaan : IMAANDAR
Singer(s): SURESH WADKAR
Hindi Lyrics:
aye kaash dil-e-nadaan - 2 aaisa na kiya hota pyar kiya hota sauda na kiya hota pyar kiya hota sauda na kiya hota aye kaash dil-e-nadaan vaada wafa ka humne kis mod pe hain toda - 2 haste kisi chaman ko veeran karke chhodha veeran karke chhodha masoom kisi dil ko dhokha na diya hota - 2 pyar kiya hota sauda na kiya hota aye kaash dil-e-nadaan khwaabon ke aashiyaan pe bijli girayi humne - 2 daulat se mohabbat ki keemat lagai humne keemat lagai humne neelam main hua tha dil toh na bika hota - 2 pyar kiya hota sauda na kiya hota aye kaash dil-e-nadaan ek bezubaan dil ki duniya tabaah kar ke - 2 laute hai aaj hum yeh kaisa gunaah karke kaisa gunaah karke yu naam mohabbat ka ruswaa na kiya hota - 2 pyar kiya hota sauda na kiya hota aye kaash dil-e-nadaan aaisa na kiya hota pyar kiya hota sauda na kiya hota aye kaash dil-e-nadaan
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Aye Kaash Dil-E-Nadaan from the Bollywood movie IMAANDAR. We tried to make Aye Kaash Dil-E-Nadaan Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Aye Kaash Dil-E-Nadaan Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.