Hindi Song Lyrics of Baago Mein Bahar Hain
ARADHANA Movie Songs LyricsBaago Mein Bahar Hain Lyrics Hindi Song Title: Baago Mein Bahar Hain : ARADHANA
Singer(s): LATA MANGESHKAR, MOH. RAFI
Hindi Lyrics:
rafi : achha to ye baat hai tum bhi sun lo jo jo sawal main puchhu unka sach-sach jawab dena hah lata: haah rafi : achaa, to baagon mein bahaar hai lata : kya rafi : main ne pocha baagon mein bahaar hai? lata: haan hai rafi : kaliyon pe nikhaar hai? lata: haan hai rafi: to, to tumko mujhase pyaar hai lata: na na na, na na na, na na na, na na na rafi : o.. baagon mein bahaar hai lata: hai rafi : kaliyon pe nikhaar hai lata: hai rafi : o.. tumko mujhase pyar hai lata : na na na, na na na, na na na, na na na rafi : o.. baagon mein bahaar hai lata : chhodo hato, jaao pakdo na bainyya aaun na main tere baaton mein sainyya rafi : tumne kaha hai dekho, dekho mujhe sainyya bolo tumko iqaraar hai lata : hai rafi : phir bhi inkaar hai lata: haan hai rafi : o.. tumko mujhase pyaar hai lata: na na na, na na na, nahi nahi nahi nahi rafi : o.. baagon mein bahaar hai rafi : tumne kaha tha main sau duhkh sahungi chupke piya tere mann mein rahungi lata : woh sab kahungi lekin vo na kahungi tumko jiska intezaar hai lata : hai rafi: phir bhi takraar hai lata : hai o.. tumko mujhase pyaar hai lata: na na, na na na, na na na, na na na rafi : o baagon mein bahaar hai lata :achha chalo, chhedo aage kahani hoti hai kya bolo pyaar ki nishaani rafi : bechain rehati hai prem deewani bolo kya dil beqaraar hai lata: hai rafi : mujhape aitbaar hai lata: hai rafi : jeena dushavaar hai lata : hai, hai rafi : aaj somavaar hai lata : are baba, hai rafi : tumko mujhase pyaar hai lata : hai na na na na na Posted By : Babydoll
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Baago Mein Bahar Hain from the Bollywood movie ARADHANA. We tried to make Baago Mein Bahar Hain Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Baago Mein Bahar Hain Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.