The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
(baaki adaaye dekhana ji dekhanaa, dil na churaaye dekhana ji)-2 (kahane ko bholi nazar hai, meetha meetha ye zahar hai)-2 dhokha na khana, dil na ganvana -2 dekho ji rahana bachake bachake bachake -2 baaki adaaye ... roop ko dhoop dikhaane se, aata hai chor bulaane se dil ka khazana, yu na lutaana -2 dekho ji rahana bachake bachake bachake baaki adaaye ... jo na maanoge meri baat ko, taare ginoge aadhi raat ko ye anjana, rog purana -2 dekho ji rahana bachake bachake bachake baaki adaaye ...