Browse Lyrics by Movie Title


Hindi Song Lyrics of Baar Baar Tohe Kya

AARTI Movie Songs Lyrics
Baar Baar Tohe Kya Lyrics
Hindi Song Title: Baar Baar Tohe Kya : AARTI
Singer(s): LATA, RAFI
Cast(s): Ashok Kumar , Pradeep Kumar , Meena Kumari



Hindi Lyrics:
Baar-Baar Tohe Kyaa Samajhaaye Paayal Ki Jhankaar, Kyaa?
Tere Bin Saajan Laage Na Jiya Hamaar
Chhup-Chhup Ke Karata Hai Ishaare Chanda Sau-Sau Baar, Kyaa?
Aa Tohe Sajani Le Chaloon Nadiya Ke Paar, Tere Bin Saajan...
Chalate-Chalate Ruk Gaye Kyon Sajan Mere?

[ Baar Baar Tohe Kya Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]

Milate-Milate Jhuk Gaye Kyon Nayan Tere?
Jhuke-Jhuke Naina Karate Hain Tum Se Ye Iqaraar, Kyaa?
Tere Bin Saajan Laage Na Jiyaa Hamaar
Aa Tohe Sajani Le Chaloon Nadiya Ke Paar
Dariya Uupar Chaandani Aaee Sanbhal-Sanbhal
In Laharon Par Man Mera Gaya Machal-Machal
Ek Baat Kahata Hoon Tum Se Na Karana Inkaar, Kyaa?
Aa Tohe Sajanii Le Chaluu.N Nadiyaa Ke Paar
Tere Bin Saajan Laage Na Jiyaa Hamaar

Na Biite Ye Raat Ham Milate Hii Rahe.N
Bas Taaro.N Kii Chhaa.Nv Me.N Chalate Hii Rahe.N
Naam Tera Le-Le Kar Gaaye Dhadakan Ka Har Taar, Kyaa?
O, Tere Bin Saajan Laage Na Jiyaa Hamaar
Baar-Baar Tohe Kyaa Samajhaaye Paayal Ki Jhankaar?
Tere Bin Saajan Laage Na Jiyaa Hamaar
Aa Tohe Sajanii Le Chaluu.N Nadiyaa Ke Paar

[ Baar Baar Tohe Kya Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Baar Baar Tohe Kya from the Bollywood movie AARTI. We tried to make Baar Baar Tohe Kya Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Baar Baar Tohe Kya Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com