Hindi Song Lyrics of Baawre Baawre
LUCK BY CHANCE Movie Songs LyricsBaawre Baawre Lyrics Hindi Song Title: Baawre Baawre : LUCK BY CHANCE
Singer(s): LOY MENDONSA, SHANKAR MAHADEVAN
Cast(s): FARHAN AKHTAR , KONKONA SEN SHARMA , HRITHIK ROSHAN , RISHI KAPOOR , DIMPLE KAPADIA , JUHI CHAWLA
Hindi Lyrics:
Main Tan Haara, Main Man Haara, Main Jaan Haara, Main Jag Haa..Ra.. Haa... Honsh Bhi Haara, Josh Bhi Haara Main Sab Haara.., Honsh Bhi Haara, Josh Bhi Haara, Main Sab Haara, Main...Ab Haara, Baa..Wre Baawre, Baa..Wre... [ Baawre Baawre Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Baaje Dhol Nagaada Re, Khaake Doodh Pataasa Re Aayo Mulye Basa Re, Dekho Deek Ye Basa Re Ho Rangeele Rangeele Pal Hai, Chamkeele Chamkeele Pal Hai Var Se Jhilmil Karte Nabh Taare Albele Albele Tan Hai, Lachkeele Lachkeele Tan Hai Koi Apna Dil Kaise Na Haare Ho Main Tan, Haara, Main Man, Haara, Main Jaan, Haara, Main Jag, Haara Honsh Bhi, Haara, Josh Bhi, Haara, Main Sab, Haara, Main Ab, Haara Baawre Baawre Baa..Wre, Baawre Baawre Baa..Wre Ho Kya Dhun Hai, Kya Taal Sun Le, Karde Tu Kamaal Sun Le Baawre Baawre Baa..Wre, Baawre, Pyaaron, Saaron, Haaron Koi Aag Ugalta Re, Koi Taar Pe Chalta Re Koi Kaid Wu Chaale Re, Koi Moj Sambhaale Re Ho Dekho Re Dekho Re Bhaiya, Koi Ghume Ban Ke Pahiya Koi Upri Dil Taana Naa Maare Re Ho Dekho Dekho Baazigar Dekho, Daaru Par Neeche Sab Dekho Dekhe Maine Jo Yeh Khel Haare, Main Tan Haara, Main Man Haara Main Jaan Haara, Main Jag Haa..Ra.. Honsh Bhi Haara, Josh Bhi Haara, Main Sab Haara.. Honsh Bhi Haara, Josh Bhi Haara, Main Sab Haara, Main...Ab Haara Baa..Wre Baawre, Baa..Wre..Baa..Wre Baawre, Baa..Wre.. Ho Kya Dhun Hai, Kya Taal Sun Le, Karde Tu Kamaal Sun Le Baawre Baawre Baa..Wre, Baawre, Thaaron, Mhaaron, Yaaron [ Baawre Baawre Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Ho... Leke Rang Aayi Hai, Ek Tarang Laayi Hai, Dekh Shaam... Mere Hontho Pe Hai Aaj Bas Tera Hi Ek Naam Apni Aankhon Se Main, Teri Aankhon Ke Peeta Hoon Jaam Tujh Pe Mar Jaaoon Mit Jaaoon, Karna Yahi Ab Hai Kaam Tu Pyaari Laagi, Tu Mhaari Laagi, Tu Meet Laagi, Tu Preet Laagi Tere Nain Katore Jaise, Dil Khaaye Hichkole Jaise Main Tere Hi Gungaan Gaaoon Dil Khoya Ab Khona Kya Hai, Hona Hai To Hona Kya Hai Beeti Hai Jo Mujh Pe Kya Bataaoon Main Tan Haara, Main Man Haara, Main Jaan Haara, Main Jag Haara Honsh Bhi Haara, Josh Bhi Haara, Main Sab Haara Honsh Bhi Haara, Josh Bhi Haara, Main Sab Haara, Main...Ab Haara Baa..Wre Baawre, Baa..Wre..Baa..Wre Baawre, Baa..Wre.. Ho Kya Dhun Hai, Kya Taal Sun Le, Karde Tu Kamaal Sun Le Baawre Baawre Baa..Wre, Baawre, ( Thaaron, Mhaaron, Yaaron ) - 2 [ Baawre Baawre Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Baawre Baawre from the Bollywood movie LUCK BY CHANCE. We tried to make Baawre Baawre Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Baawre Baawre Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.