Hindi Song Lyrics of Bagalwaali Aankh Maare

KHULLAM KHULLA PYAAR KAREN Movie Songs Lyrics
Bagalwaali Aankh Maare Lyrics
Hindi Song Title: Bagalwaali Aankh Maare : KHULLAM KHULLA PYAAR KAREN
Singer(s): UDIT NARAYAN AND JASPINDER NARULA



Hindi Lyrics:
--MALE--
Gore gore gaal waali, kaale kaale baal waali
Arre gore gore gaal waali, kaale kaale baal waali
Gore gore gaal waali, kaale kaale baal waali
Hirni ke jaisi chaal waali
Bagalwaali jaan maare hai, ho
Bagalwaali jaan maare hai
--FEMALE--
Dikhta hai bhola bhaala, peechhe pad gaya hai saala
Oh dikhta hai bhola bhaala, peechhe pad gaya hai saala
Dikhta hai bhola bhaala, peechhe pad gaya hai saala
Mukhda hai gora, dil ka kaala
Bagalwaala aankh maare hai, ho
Bagalwaala aankh maare hai
--MALE--
Chashma lagaake jab chalti car mein
Lift maangte hai ladke khade ho kataar mein - 2
Haai yeh bobcut waali deti phataaphat gaali
--FEMALE--
Jaa jaa
--MALE--
Hey hey hey
Haai yeh bobcut waali deti phataaphat gali - 2
Bachke jaayegi kahan saali
Bagalwaali jaan maare hai, ho
Bagalwaali jaan maare hai
--FEMALE--
Khidki se dekhta hai parda hataake
Nikalta gali mein hai yeh fashion sajaake - 2
Oh khud se begaana hai yeh, mujhpe deewana hai yeh - 2
Khud se begaana hai yeh, mujhpe deewana hai yeh
Jeena haraam kar daala
Bagalwaala
Hey, bagalwaala aankh maare hai, ho
Bagalwaala aankh maare hai
--MALE--
Oye hoye
Gore gore gaal waali, kaale kaale baal waali - 2
Hirni ke jaisi chaal waali
Bagalwaali
--FEMALE--
Hoye, bagalwaala aankh maare hai
--MALE--
Ho, bagalwaali jaan maare hai

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Bagalwaali Aankh Maare from the Bollywood movie KHULLAM KHULLA PYAAR KAREN. We tried to make Bagalwaali Aankh Maare Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Bagalwaali Aankh Maare Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com