The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
I: bhool na jaana aaj ki baatein ye upvan ye samay suhaana bhool na jaana A: donon ka aakaar mil jaana bhool na jaana A/I: donon ka aakaar mil jaana bhool na jaana A: chupna rukna aur sharmaanaa I: chupna rukna aur sharmaanaa A: bhool na jaana bhool na jaana I: khushi se hain man phula phula A: kaisa pyara pyara jhoola I: jhoolan apna A: aur jhoolna A/I: bhool na jaana aaj ki baatein bhool na jaana A: dil se dil ka taar milakar I: prem ka sundar saaz bajaakar I: jhoom jhoom A: jhoom jhoom donon ka gaana I/A: a a a ha ha ha ha bhool na jaana aaj ki baaten bhool na jaana