Hindi Song Lyrics of Bolo Bolo Kuch To Bolo

ZAMAANE KO DIKHANA HAI Movie Songs Lyrics
Bolo Bolo Kuch To Bolo Lyrics
Hindi Song Title: Bolo Bolo Kuch To Bolo : ZAMAANE KO DIKHANA HAI
Singer(s): ASHA BHOSLE
Cast(s): PADMINI KOLHAPURE , RISHI KAPOOR , TARIQ , AMJAD KHAN , KAJAL KIRAN



Hindi Lyrics:
Haiyaa Haiyaa Haa Aa Haiyaa Haiyaa
Bolo Bolo Kuchh To Bolo
Saamne Vaale Le Gaye Baazi
Arrey Himmat Karke Aage Aao
Duniyaa Hogi Tumse Raazi
Arrey Haeeyaa Haeeyaa 
Haa Aa Haeeyaa Haeeyaa

O Ho Ho, Bolo Bolo Kuchh To Bolo
Saamne Vaale Hey Le Gaye Baazii
Arrey Himmat Karke Aage Aao
Duniyaa Hogi Tumse Raazi
Haiyaa Haiyaa Haa Aa Haiyaa Haiyaa
Dekho Gayaa Vaqt Aataa Dubaaraa Nahin
Phir Ye Na Kahnaa Kisi Ne Pukaaraa Nahin
Ho O O O O.. Dekho Gayaa Vaqt Aataa Dubaaraa Nahin
Phir Ye Na Kahnaa Kisi Ne Pukaaraa Nahin
Ho Bolo Bolo, Bolo!
Kuchh To Bolo, Saamne Vaale Le Gaye Baazi
Haiyaa Hiyaa Haa Aa Hai Comeon Yaar

[ Bolo Bolo Kuch To Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]

Poochho Na Yaar Kyaa Huaa
Dil Kaa Qaraar Kyaa Huaa
Chak Chak Chacha Cha Chaa
(Poochho Na Yaar Kyaa Huaa
Dil Kaa Qaraar Kyaa Huaa) -  2 
Tumpe To Ham Mar Mite Hain Abhi Se
Jaane Hamaaraa Aage Kyaa Hogaa 
Ayya Yayaa Yaa Yaa Yaa Yaa Yaa

Ru Ru Ru Ru Ru Ru
Tumne Pyaar Se Hamko Ek Baar
Kah Daalaa Hai Yaar To Nibhaa Denaa
Itnaa Beqaraar Koi Bhi Nahin
Dekho Meraa Haal Dekhte Ho Naa
Dekho Na Yaar Kyaa Huaa
Dil Kaa Qaraar Kyaa Huaa
Tumpe To Ham Mar Mite Hain Abhi Se
Jaane Hamaaraa Aage Kyaa Hogaa
Poochho Na Yaar Kyaa Huaa..

O Haa, O Haa, Hey Hey Hey Hey
Heyheyheyheyheyheyhey
(Dil Pe Thaa Hamen Kitnaa Aitbaar
Tumse Kyaa Kahen Ham Ye Afsaanaa) - 2
Koi Gulbadan, Koi Naaznin, Kar Saktaa
Nahin Hamko Deevaanaa Aa Aa 
Vo Aitbaar Kyaa Huaa, Dil Kaa Qaraar Kyaa Huaa
Tumpe To Ham Mar Mite Hain Abhi Se
Jaane Hamaaraa Aage Kyaa Hogaa
Poochho Na Yaar Kyaa Huaa
Aee Yaee Yaee Yaa, Yaee Yaee Yaa Ra
(La La La La, La La La) - 4

[ Bolo Bolo Kuch To Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Bolo Bolo Kuch To Bolo from the Bollywood movie ZAMAANE KO DIKHANA HAI. We tried to make Bolo Bolo Kuch To Bolo Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Bolo Bolo Kuch To Bolo Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.


Advertise on Hindi Lyrix.com