The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
|
ZAMANE KO DIKHANA HAI Movie Songs Lyrics Bolo Bolo Kutch To Bolo Lyrics Hindi Song Title: Bolo Bolo Kutch To Bolo : ZAMANE KO DIKHANA HAI Singer(s): MOHD. RAFI, ASHA BHOSLE Hindi Lyrics: aa: haiyaa haiyaa haa aa haiyaa haiyaa bolo bolo kuchh to bolo, saamne vaale le gaye baazi arrey himmat karke aage aao, duniyaa hogi tumse raazi arrey haeeyaa haeeyaa haa aa haeeyaa haeeyaa o ho ho, bolo bolo kuchh to bolo, saamne vaale hey le gaye baazii arrey himmat karke aage aao, duniyaa hogi tumse raazi haiyaa haiyaa haa aa haiyaa haiyaa dekho gayaa vaqt aataa dubaaraa nahin phir ye na kahnaa kisi ne pukaaraa nahin ho o o o o.. dekho gayaa vaqt aataa dubaaraa nahin phir ye na kahnaa kisi ne pukaaraa nahin ho bolo bolo, bolo! kuchh to bolo, saamne vaale le gaye baazi haiyaa h_iyaa haa aa hai *Speaks:* Comeon yaar ra: poochho na yaar kyaa huaa, dil kaa qaraar kyaa huaa chak chak chacha cha chaa poochho na yaar kyaa huaa, dil kaa qaraar kyaa huaa -2 tumpe to ham mar miTe hain abhi se jaane hamaaraa aage kyaa hogaa ayya ya-yaa yaa yaa yaa yaa yaa chorus: ru ru ru ru ru ru ra: tumne pyaar se hamko ek baar, kah Daalaa hai yaar to nibhaa denaa itnaa beqaraar koi bhi nahin, dekho meraa haal dekhte ho naa dekho na yaar kyaa huaa, dil kaa qaraar kyaa huaa tumpe to ham mar miTe hain abhi se jaane hamaaraa aage kyaa hogaa poochho na yaar kyaa huaa.. chorus: o haa, o haa, hey hey hey hey, hey-hey-hey-hey-hey-hey-hey ra: dil pe thaa hamen kitnaa aitbaar, tumse kyaa kahen ham ye afsaanaa -2 koi gulbadan, koi naaznin, kar saktaa nahin hamko deevaanaa aa aa vo aitbaar kyaa huaa, dil kaa qaraar kyaa huaa tumpe to ham mar miTe hain abhi se jaane hamaaraa aage kyaa hogaa poochho na yaar kyaa huaa, aee yaee yaee yaa, yaee yaee yaa ra, ko: la la la la, la la la -4 This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Bolo Bolo Kutch To Bolo from the Bollywood movie ZAMANE KO DIKHANA HAI. We tried to make Bolo Bolo Kutch To Bolo Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Bolo Bolo Kutch To Bolo Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD. |