The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
bharosa kar lo tum saath nibhaaunga sitaaron ki duniya mein tumko le jaaunga kar lo mera aeitbaar chalo chaand ke paar chalo - 4 bharosa kar lo tum saath nibhaaunga sitaaron ki duniya mein tumko le jaaunga kar lo mera aeitbaar chalo chaand ke paar chalo - 4 sun ri sakhi aaisi kyon hai soyi - 2 tujhe jana hai - 3 chaand ke paar dekh soch nahi - 2 koi kahega majnu koi kahega deewana - 2 jab yeh sunega humko chaand ke paar hai jana aaise bana kar baaten baat ko tum na taalon samjhon mere chalne ka rasta koi nikalo maano meri bas ek baar chalo chaand ke paar chalo - 4 chhodke ham apanon ko sapnon mein kyon jaaye - 2 unn sapanon ka kya hai jo apane na ho paaye bas tumko chalna hain baat yeh sahi hai dekho tumhari manzil rasta dekh rahi hain sabko hai tumhara intezaar chalo chaand ke paar chalo - 4 bharosa kar lo tum saath nibhaaunga sitaaron ki duniya mein tumko le jaaunga kar lo mera aeitbaar chalo chaand ke paar chalo - 4