Hindi Song Lyrics of Chaandi Raaton Mein
ANJAAN Movie Songs LyricsChaandi Raaton Mein Lyrics Hindi Song Title: Chaandi Raaton Mein : ANJAAN
Singer(s): AUMKAR GHOLAP
Hindi Lyrics:
chaandni raaton mein yaad teri aati hain kya kahu yaar kitna tadpati hain chaandni raaton mein yaad teri aati hain kya kahu yaar kitna tadpati hain dil ko behlaati hain dil ko tarsaati hain dil ko behlaati hain dil ko tarsaati hain jaan-e-man jaan-e-jana jaan chali jaati hain chaandni raaton mein yaad teri aati hain kya kahu yaar kitna tadpati hain kya kashish hain aankhon mein kya adaa hain teri baaton mein kya nasha hain tere hothon mein aa bhi jaana aaisi raaton mein teri palken jhuke toh shaam dhale teri palken uthe toh subaha chalti hain tu jo nahi yahaan toh main kya kahu teri har ek yaad pe jaan chali hain aye chaand teri chaandani kho jaati hain jo kahi uski yaadon mein kya teri jaan jaati hai ke nahi waise meri jaan hain kahi aur main tanha hoon yahi jaise laakhon taaren tujhe ghere hue par teri jaan toh chaandani mein hain waise kai chehron pe nigaah jaaye par ek chehre pe yeh jaan chali jaati hain chaandni raaton mein yaad teri aati hain kya kahu yaar kitna tadpati hain chaandni raaton mein yaad teri aati hain kya kahu yaar kitna tadpati hain dil ko behlaati hain dil ko tarsaati hain dil ko behlaati hain dil ko tarsaati hain jaan-e-man jaan-e-jana jaan chali jaati hain chaandni raaton mein yaad teri aati hain kya kahu yaar kitna tadpati hain
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Chaandi Raaton Mein from the Bollywood movie ANJAAN. We tried to make Chaandi Raaton Mein Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Chaandi Raaton Mein Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.