Hindi Song Lyrics of Chahe Naina Churaaon
AAS Movie Songs LyricsChahe Naina Churaaon Lyrics Hindi Song Title: Chahe Naina Churaaon : AAS
Singer(s): LATA, TALAT
Hindi Lyrics:
Talat : chaahe nainaa churaaO chaahe daaman bachaaO pyaar ho ke rahegaa (2) Lata : chaahe nainaa churaaO chaahe daaman bachaaO pyaar ho ke rahegaa (2) Both : chaahe nainaa churaaO…… Talat : arey ye anjaane raaste ye nagari anjaani Lata : ho O ye anjaane raaste ye nagari anjaani Talat : arey is chakkar se naa bache kyaa gyaani kyaa dhyaani Lata : ho O is chakkar se naa bache kyaa gyaani kyaa dhyaani Talat : tum in pyaar ki galiyon se chaahe bach bach ke jaao pyaar ho ke rahegaa (2) Both : chaahe nainaa churaaO…… Talat : arey is duniyaa ki bheeD mein aa O ge akele Lata : ho O is duniyaa ki bheeD mein aa O ge akele Talat : arey aate hi lag jaayenge armaanon ke mele Lata : ho o aate hi lag jaayenge armaanon ke mele Talat : man ke raaj mahel mein chaahe parde giraao pyaar ho ke rahegaa (2) Both : chaahe nainaa churaaO…… Talat : arey kahene ko to pyaar pe martaa hai zamaanaa Lata : ho O kahene ko to pyaar pe martaa hai zamaanaa Talat : arey lekin apni haar se Dar taa hai zamaanaa Lata : ho O lekin apni haar se Dar taa hai zamaanaa Talat : tum ye pyaar kaa taraana chaahe gaao na gaao pyaar ho ke rahegaa (2) Both : chaahe nainaa churaaO…… Posted By: Purnima
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Chahe Naina Churaaon from the Bollywood movie AAS. We tried to make Chahe Naina Churaaon Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Chahe Naina Churaaon Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.