The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Choti Hai Umar Lamba Hai Safar, Mushkilo Bhari Hai Dagar (Chal Mera Haath Pakad Le, Yeh Vaada De Tu Pura Saath Dega, Na Aadha Re) - 2 Rishta Tu Pyaar Ka Nibha Ja, Shenaayi Pyaar Ki Baja Ja [ Chal Mera Haath Pakad Le Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Haatho Mein Jo Tera Haath Hai, Kitni Achchhi Yeh Baat Hai Tu Hi Toh Hai Din Mera, Tu Jo Nahi Toh Raat Hai Tu Mera Jahaan Tu Meri Khushi, Tere Dam Se Hai Jindagi Chal Mera Haath Pakad Le, Yeh Vaada De Tu Pura Saath Dega, Na Aadha Re Rishta Tu Pyaar Ka Nibha Ja, Shenaayi Pyaar Ki Baja Ja Haatho Pe Main Likhti Hoon, Chupke Tera Naam Re Tere Haatho Ke Tale, Mujko Mile Aaraam Re Tu Jahaan Jahaan, Main Wahaan Wahaan Hum Jo Saath Hai Kya Fikar Chal Mera Haath Pakad Le, Yeh Vaada De Tu Pura Saath Dega, Na Aadha Re Rishta Tu Pyaar Ka Nibha Ja, Shenaayi Pyaar Ki Baja Ja [ Chal Mera Haath Pakad Le Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]