Browse Lyrics by Movie Title


Hindi Song Lyrics of Chalata Rahe Ye Kaaravaan Umr-e-rawaan Ka Kaarawaan

CHOR BAAZAAR Movie Songs Lyrics
Chalata Rahe Ye Kaaravaan Umr-e-rawaan Ka Kaarawaan Lyrics
Hindi Song Title: Chalata Rahe Ye Kaaravaan Umr-e-rawaan Ka Kaarawaan : CHOR BAAZAAR
Singer(s): LATA MANGESHKAR



Hindi Lyrics:
chalata rahe ye kaaravaan
(umr-e-ravaan ka kaaravaan)- 2
chalata rahe ye kaaravaan
umr-e-ravaan ka kaaravaan

(shaam chale, pehar chale
manzil se bekhabar chale )- 2
bas yuun hi umr bhar chale
ruk na sake yahaan vahaan
chalata rahe ye kaaravaan
umr-e-ravaan ka kaaravaan

(phuule phale meri kali
gam na mile tujhe kabhi)- 2
guzare khushi mein zindagi
aae na mausam-e-khizaan (?)
chalata rahe ye kaaravaan
umr-e-ravaan ka kaaravaan

(duniya ka tu habib ho
manzil teri qarib ho)- 2
insaan (?) tera nasib ho
tujh pe khuda ki ho amaan
chalata rahe ye kaaravaan
umr-e-ravaan ka kaaravaan

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Chalata Rahe Ye Kaaravaan Umr-e-rawaan Ka Kaarawaan from the Bollywood movie CHOR BAAZAAR. We tried to make Chalata Rahe Ye Kaaravaan Umr-e-rawaan Ka Kaarawaan Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Chalata Rahe Ye Kaaravaan Umr-e-rawaan Ka Kaarawaan Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com