The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
chanda ki chaandani mein haay raama haay re raama jiya mera dol gaya - 2 koyi kaanon mein ras ke bhare bol - 2 bol gaya haay raama haay re raama jiya mera dol gaya - 2 daga na dena - 2 aji ho rasiya kisi ki haay na lena daga na dena koyi ye na kahe ras ka lobhi matalab ke bol bol gaya haay raama haay re raama jiya mera dol gaya - 2 chanda ki chaandani mein haay raama haay re raama jiya mera dol gaya - 2 neh lagaana sahal hai nibhaana bada mushkil - 2 bade naazon se paala hai tuut na jaaye mera dil kahin kahati na rah jaayuun sakhi karejawa pe haan jiya anamol gaya haay raama haay re raama jiya mera dol gaya - 2 chanda ki chaandani mein haay raama haay re raama jiya mera dol gaya - 2