The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
burn the dance floor chheena re chheena dil - 2 teri zaalim qaraari ada ne sanam o teri zaalim qaraari ada ne sanam chheena re chheena re chheena dil - 3 deewana kiya pyar mein teri zaalim qaraari ada ne sanam chheena re chheena re chheena dil - 3 deewana kiya pyar mein tera mera aamana saamna huan bechaini ko bechaini se thaamna huaan aashqui toh bekhudi ki raah mudd gayi bekaari yun badhi ke neend udd gayi teri zaalim shikaari ada ne sanam chheena re chheena re chheena dil - 3 deewana kiya pyar mein main na jaanu kaunsa teera chal gaya chahaton ki lau uthi toh dil pighal gaya seene se yeh dard aar paar go gaya dheere dheere dhadkan ka qaraar kho gaya teri zaalim do dhaari adaa ne sanam chheena re chheena re chheena dil - 3 deewana kiya pyar mein teri zaalim qaraari ada ne sanam o teri zaalim qaraari ada ne sanam chheena re chheena re chheena dil - 3 deewana kiya pyar mein