Browse Lyrics by Movie Title


Hindi Song Lyrics of Chhod Gaye Baalam

BARSAAT(OLD) Movie Songs Lyrics
Chhod Gaye Baalam Lyrics
Hindi Song Title: Chhod Gaye Baalam : BARSAAT(OLD)
Singer(s): LATA MANGESHKAR, MUKESH



Hindi Lyrics:
chhod gaye baalam mujhe haai akela chod gaye
tod gaye baalam mera pyar bhara dil tod gaye
chhod gaye baalam mujhe haai akela chod gaye
chhut gaya baalam haai saath hamara chhut gaya
ruuth gaya baalam mera pyar bhara dil tuut gaya

phool sang muskaye kaliyan main kaise muskaaub
baadal dekh ke bhar aayi ankhiyan - 2
cham cham neer bahaaun main cham cham neer bahaaun
chhut gaya baalam gaai saath hamara chhut gaya
ruuth gaya baalam mera pyar bhara dil tuut gaya

dil ki lagi ko kya koi jaane main jaanu dil jaane
palkon ke chaya mein naache - 2
dard bhare afsaanse haai dard bhare afsaane
chhod gaye baalam mujhe haai akela chod gaye
tod gaye baalam mera pyar bhara dil tod gaye

pehle mann mein aag lagi aur phir barsi barsaat
aaisi chali birhaah ki aandhi - 2
tadpat hu din raat haai main tadpat hu din raat
chhut gaya baalam gaai saath hamara chhut gaya
chhod gaye baalam mujhe haai akela chod ga

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Chhod Gaye Baalam from the Bollywood movie BARSAAT(OLD). We tried to make Chhod Gaye Baalam Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Chhod Gaye Baalam Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com