Hindi Song Lyrics of Chidiya Tu Hoti To
NAYAK Movie Songs LyricsChidiya Tu Hoti To Lyrics Hindi Song Title: Chidiya Tu Hoti To : NAYAK
Singer(s): ABHIJEET AND SANJEEVANI
Hindi Lyrics:
--MALE-- Chidiya tu hoti to, maina tu hoti to Pinjre mein rakh leta, udne na main deta Ladki hai par tu, haaye main kya karoon Chidiya tu hoti to, maina tu hoti to Ladki hai par tu, haaye main kya karoon --FEMALE-- (Seene se lagaa le, aankhon mein bithaa le Dil mein chhupaa le raja Chal mujhe ghar le, chal bandh kar le darwaaja) - 2 --MALE-- Aaja, kudiye aaja --FEMALE-- Jaa jaa, mundiya jaa jaa --MALE-- Chidiya tu hoti to --FEMALE-- (Aai haai) --MALE-- Maina tu hoti to Ladki hai par tu, haaye main kya karoon Main kya karoon, main kya karoon Abhi tha yeh dil yahan, abhi kahan chala gaya, kaho --FEMALE-- Tera dil chala gaya, maine usse chura liya --MALE-- Abhi tha yeh dil yahan, abhi kahan chala gaya, kaho --FEMALE-- Tera dil chala gaya, maine usse chura liya --MALE-- Teri chori pakadi gayi, aaj tu jhakadi gayi - 2 Chhodoonga main na ab tujhe Aaja, kudiye aaja --FEMALE-- Jaa jaa, mundiya jaa jaa Chidiya main hoti to, maina main hoti to Pinjre mein rakh leta, udne na tu deta Ladki hoon par main, haaye, main kya karoon Main kya karoon Tere jaisa ladka ho, mere jaisi ladki ho, kaho --MALE-- Tere jaisi ladki ho, mere jaisa ladka ho --FEMALE-- Aisa ho to haaye haaye kuch bhi ho jaaye, o ho --MALE-- Kuch kuch mil jaaye kuch kuch kho jaaye --FEMALE-- Neend na aaye raaton mein Aag lage barsaaton mein --MALE-- Khil jaaye mil jaaye dil Do chaar mulaaqaaton mein Paagal ho jaaye pyaar mein --FEMALE-- Jaa jaa, mundiya jaa jaa - 2 --MALE-- Chidiya tu hoti to, maina tu hoti to Pinjre mein rakh leta, udne na main deta Ladki hai par tu, haaye main kya karoon Chidiya tu hoti to, maina tu hoti to Ladki hai par tu, haaye main kya karoon Main kya karoon --FEMALE-- Chidiya main hoti to, maina main hoti to Ladki hoon par main, haaye, main kya karoon Main kya karoon
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Chidiya Tu Hoti To from the Bollywood movie NAYAK. We tried to make Chidiya Tu Hoti To Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Chidiya Tu Hoti To Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.