Hindi Song Lyrics of Chori Chori Hum Gori Se
MELA Movie Songs LyricsChori Chori Hum Gori Se Lyrics Hindi Song Title: Chori Chori Hum Gori Se : MELA
Singer(s): UDIT NARAYAN
Hindi Lyrics:
hmm hmm, hmm hmm hmm... chori chori hum gori se pyaar karengey chupke chupke dil ki baatein yaar karengey are chori chori hum gori se pyaar karengey chupke chupke dil ki baatein yaar karengey aane waali, kabh aayegi koi de bataa dhoond rahe hain, jaane kabh se, hum uska pataa aaja aaja aaja aaja aaja aaja aa chori chori hum gori se pyaar karengey chupke chupke dil ki baatein yaar karengey aane waali, kabh aayegi koi de bataa are dhoond rahe hain, jaane kabh se, hum uska pataa aaja aaja aaja aaja aaja aaja aa... mahiyaa, mahiyaa jaldi se aa ja sun mahiyaa mahiyaa, mahiyaa doli mein le ja sun mahiyaa... ooo hoo hoo ooo hoo hoo ek na ek din mil jayeegi humko bhi sapno ki rani hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ek na ek din mil jayeegi humko bhi sapno ki rani aise shuru phir ho jayeegi pyase dilon ki prem kahani apni bhi shaamein rangeen hongi apni bhi subhein hongi suhaani pyaare pyaare dekh na pyaare din mein taare dil ki baazi koi na jeeta saare haare mar jayeega, mit jayeega kar na aisi khataa nahi mili hai, nahi milegi are teri woh dilruba aaja aaja aaja aaja aaja aaja jaa, chori chori hum gori se pyaar karengey chupke chupke dil ki baatein yaar karengey chorus: chakh le, chakh le chakh le, chakh le kitney haseen hain saare nazaarey kitney haseen hain jag ke isharey aa aa aa aa aa aa aa aa hey hey, kitney haseen hain saare nazaarey kitney haseen hain jag ke isharey jis ki tamanna hai is dil ko aayengi jaane kabh woh bahaarein koi to ho jo raha mein roke koi to ho jo naam pukare pyaare pyaare, o mere pyaare tu ruk ja re tere jaise aashiq phirte, maare maare lut jayega, bik jayega de na aisi sadaa is dharti pe kahin nahin hai teri woh dilruba aaja aaja aaja aaja aaja aaja jaa, chori chori hum gori se pyaar karengey chupke chupke dil ki baatein yaar karengey aane waali, kabh aayegi koi de bataa dhoond rahe hain, are jaane kabh se, hum uska pataa aaja aaja aaja aaja aaja aaja... Contributed by Aakriti Sondhi
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Chori Chori Hum Gori Se from the Bollywood movie MELA. We tried to make Chori Chori Hum Gori Se Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Chori Chori Hum Gori Se Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.