Hindi Song Lyrics of Chudi Main Laya Anmol
ACHHYUT KANYA Movie Songs LyricsChudi Main Laya Anmol Lyrics Hindi Song Title: Chudi Main Laya Anmol : ACHHYUT KANYA
Singer(s): MUMTAZ ALI, SUNITA DEVI
Hindi Lyrics:
mu : (chuudii main laayaa anamol re su : le lo chudiyaan le lo) -2 mu : chudiyaan kyaa hain resham ke lachchhe su : chaaho na bolen achchhe-achchhe mu : ( aavo kar lo mol re su : le lo chudiyaan le lo) -2 mu : maal meraa anamol su : nahi jokhuun hai nahi jaal mu : gar lenaa ho to bol su : lo chudiyaan le lo mol mu : hai maal meraa anamol su : nahi jokhuun hai nahi jaal mu : gar lenaa ho to bol su : lo chudiyaan le lo mol su : pahane suhaagine piyaa rijhaaven mu : kunwaarii pahanen byaah rachaaven ko: : ( pyaar kaa duujaa bol re mu : maal meraa anamol re ) -2 su : le lo chudiyaan le lo su : gore-gore haathon mein kaalii-kaalii chuudiyaan mu : hain kaalii-kaalii chuudiyaan ye gore-gore haathon par ye hain kaalii-kaalii chuudiyaa.n ye gore-gore haathon par ke zulf khaa rahii bal hai kisii ke shaanon pe -2 su : gore-gore haathon mein kaalii-kaalii chuudiyaan mu : jubh waalaa rang niraalaa juban waalaa manariyaa
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Chudi Main Laya Anmol from the Bollywood movie ACHHYUT KANYA. We tried to make Chudi Main Laya Anmol Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Chudi Main Laya Anmol Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.