The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Chhupne wale saamne aa chhup chhup ke mera jee na jala suraj se kiran badal se pawan kab talak chhupegi yeh to bata chhupne wale saamne aa aakhir teri naaz ki yeh haar nahi to aur hai kya daud ke aana paas mere pyar nahi to aur hai kya door khadhi hairaan hai kya daant mein yun ungli na daba chhupne wale saamne aa... Aa lipti hai dil se mere zulf teri balkhaayi huyi dekh raha hoon teri nazar apni nazar tak aayi huyi gaalon par zulfein na gira tu hai qayamat main hoon bala Chhupnewale saamne aa chhup chhup ke mera jee na jala suraj se kiran, badal se pawan kab talak chhupegi yeh to bata Chhupne wale saamne aa...