Browse Lyrics by Movie Title


Hindi Song Lyrics of Deevaanaa Dil

INTEHA Movie Songs Lyrics
Deevaanaa Dil Lyrics
Hindi Song Title: Deevaanaa Dil : INTEHA
Singer(s): SHREYA GOSHAL



Hindi Lyrics:
Deevaanaa Dil Jaantaa Nahin
Rokaa Ise Maantaa Nahin
Phir Ishq Mein Lo Kho Gayaa Anjaan Hai Naadaan Hai
Tabaah Ho Gayaa
Deevaanaa Dil Jaantaa Nahin
Ho Rokaa Ise Maantaa Nahin

Jaane Kahaan Hai Jaanaa Deevaanaa
Chalaa Hai Leke Tinke Kaa Leke Sahaaraa
Taubaa Taubaa Kyaa Hogaa Kise Ye Pataa Hai
Hai Kaun Dushaman Tumhaaraa
Raastaa Nayaa Manzilein Nayee
Rang Laayegi Tere Dil Ki Lagi
Deevaanaa Dil Jaantaa Nahin
Rokaa Ise Maantaa Nahin
Phir Ishq Mein Lo Kho Gayaa Anjaan Hai Naadaan Hai
Tabaah Ho Gayaa

Ye Kahaani Suhaani Safar Ye Suhaanaa
Ban Hi Na Jaaye Fasaanaa
Ye Nigaahein Churaanaa Nigaahein Milaanaa
Ye Khel Hai Ik Puraanaa
Is Khel Mein Jaaneman Kyaa Hogaa Kisko Khabar
Qaatil Hai Jaanejigar Qaatil Hai Uski Nazar
Deevaanaa Dil Jaantaa Nahin
Rokaa Ise, Maantaa Nahin
Phir Ishq Mein Lo Kho Gayaa Anjaan Hai Naadaan Hai
Tabaah Ho Gayaa

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Deevaanaa Dil from the Bollywood movie INTEHA. We tried to make Deevaanaa Dil Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Deevaanaa Dil Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com