The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Deewaron se milkar rona achcha lagta hai Hum bhi paagal ho jayenge, aisa lagta hai Deewaron se milkar rona achcha lagta hai Hum bhi paagal ho jayenge, aisa lagta hai Deewaron se Duniya bhar ki yaaden humse milne aati hain Duniya bhar ki yaaden humse milne aati hain Shaam dhale is soone ghar mein mela lagta hai Shaam dhale is soone ghar mein mela lagta hai Hum bhi paagal ho jayenge, aisa lagta hai Deewaron se Kitne dinon ke pyase honge yaaron socho to Kitne dinon ke pyase honge yaaron socho to Shabnam ka katra bhi jinko dariya lagta hai Shabnam ka katra bhi jinko dariya lagta hai Hum bhi paagal ho jayenge, aisa lagta hai Deewaron se Kisko Qaiser pathar maroon kaun paraya hai Kisko Qaiser pathar maroon kaun paraya hai Sheesh-mahal mein ek ek chehra apna lagta hai Sheesh-mahal mein ek ek chehra apna lagta hai Hum bhi paagal ho jayenge, aisa lagta hai Deewaron se milkar rona achcha lagta hai Hum bhi paagal ho jayenge, aisa lagta hai Deewaron se
Deewaron se milkar rona acha lagta hai Hum bhi pagal ho jayenge, aisa lagta hai Deewaron se milkar rona acha lagta hai Hum bhi pagal ho jayenge, aisa lagta hai Deewaron se Duniya bhar ki yaadein humse milne ati hain Duniya bhar ki yaadein humse milne ati hain Shaam dhale is soone ghar mein mela lagta hai Shaam dhale is soone ghar mein mela lagta hai Hum bhi pagal ho jayenge, aisa lagta hai Deewaron se Kitne dino ke pyase honge yaaron socho to Kitne dinon ke pyase honge yaaron socho to Shabnam ka katra bhi jinko dariya lagta hai Shabnam ka katra bhi jinko dariya lagta hai Hum bhi pagal ho jayenge, aisa lagta hai Deewaron se Kisko kaise pathar maru kaun paraya hai Kisko kaise pathar maru kaun paraya hai Sheesh-mahal mein ek ek chehra apna lagta hai Sheesh-mahal mein ek ek chehra apna lagta hai Hum bhi pagal ho jayenge, aisa lagta hai Deewaron se milkar rona achcha lagta hai Hum bhi pagal ho jayenge, aisa lagta hai Deewaron se Posted By : Kasish