Hindi Song Lyrics of Dekha Hai Maine To
INSAAF Movie Songs LyricsDekha Hai Maine To Lyrics Hindi Song Title: Dekha Hai Maine To : INSAAF
Singer(s): UDIT NARAYAN, ANURADHA PAUDWAL
Hindi Lyrics:
Udit: Dekha hai maine to Chorus: sa sa ni sa -2 Udit: (dekhaa hai maine to pahli baar deevaane dilbar ki aankhon mein pyaar) -2 subah-shaam raat-din karoon intzaar beqraariyon mein bhi aa gayaa qaraar Anuradha: (dekhaa hai maine to pahli baar deevaane dilbar ki aankhon mein pyaar) -2 subah-shaam raat-din karoon intzaar beqraariyon mein bhi aa gayaa qaraar Udit: o.... dekhaa hai maine to pahli baar deevaane dilbar ki aankhon mein pyaar baanhon mein bharke, had se guzar ke Thahro zaraa main jhoom loon Chorus: sa sa ni sa -2 Udit: kahti hai meri betaabiyaan main tere labon ko choom loon Anuradha: mere mahboob sanam ko, mastaane is mausam ko kyaa ho gayaa.... kyaa masti laayee hai Chorus: sa sa ni sa -2 Anu: kyaa masti laayee hai, ab ki bahaar deevaane dilbar ki aankhon mein pyaar subah-shaam raat-din karoon intzaar beqraariyon mein bhi aa gayaa qaraar Udit: dekhaa hai maine to pahli baar deevaane dilbar ki aankhon mein pyaar Anuradha: o... o... o... o... Udit: o... o... o... ho... Anuradha: palkon mein band kaisi hayaa hai saajan tujhe nahin pataa Chorus: sa sa ni sa -2 Anuradha: aake gale se mujhko lagaa le, chaayaa hai ishq kaa nashaa Udit: kaisaa hai deevaanaapan, pyaasi pyaasi hai dhadkan main kyaa karoon, kyaa karoon... jaanam pe kar doongaa Chorus: sa sa ni sa -2 Udit: (jaanam pe kar doongaa main jaan nisaar deevaane dilbar ki aankhon mein pyaar) -2 subah-shaam raat-din karoon intzaar beqraariyon mein bhi aa gayaa qaraar Anu: dekhaa hai maine to pahli baar deevaane dilbar ki aankhon mein pyaar subah-shaam raat-din karoon intzaar beqraariyon mein bhi aa gayaa qaraar Both: dekhaa hai maine to pahli baar deevaane dilbar ki aankhon mein pyaar
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Dekha Hai Maine To from the Bollywood movie INSAAF. We tried to make Dekha Hai Maine To Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Dekha Hai Maine To Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.