The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
(Dum Dum Tanana Dum Dum Tanana Dum Dum Tanana Deere Na Na) - 4 (Baa Adaab Baa Mulaahija) - 4 We Come To Delhi Destiny [ Delhi Destiny Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Marji Aawaara Dil Ki Aisi Thi, Kuchh Boriyat Aur Kuchh Jarurat Thi Pichha Jo Kiya Pehali Sadak Ka Toh, Aa Pahunche Hum Yahan Hath Se Chauraahon Pe Naam Likha, Raste Mein Ruk Ke Ailaan Kiya Bade Naseebon Ka Shehar Hai, Aur Isaki Kismaton Mein Hum Hai Likhe (Aaye Hai Baadshaah) - 2, Aaye Yahaan Ke Naye Naye Baadshaah (Baa Adaab Baa Mulaahija) - 2 We Come To Delhi Destiny (Dum Dum Tanana Dum Dum Tanana Dum Dum Tanana Deere Na Na) - 4 Kisi Se Puchha Na Nasihat Li, Gussa Na Aaya Yeh Mat Thi Warana Jo Bhi Aaya Koyi Saamane Toh Baksha Hai Hamane Kahaan Jo Bhi Jahaan Par Maan Badha, Masti Mein Kaha Kabi Takhliya Gustaakhiyon Ko Bhi Maaf Kiya, Dil Ko Jo Koyi Bhala Sa Laga (Aaye Hai Baadshaah) - 2, Aaye Yahaan Ke Naye Naye Baadshaah (Baa Adaab Baa Mulaahija) - 4 We Come To Delhi Destiny (Baa Adaab Baa Mulaahija) - 4 (Dum Dum Tanana Dum Dum Tanana Dum Dum Tanana Deere Na Na) - 3 He Comes To Delhi Destiny [ Delhi Destiny Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]