The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Phoolon main shabnam hai geeton main sargam hai dil ki hai yeh aarzoo dhadkan main ho tu hi tu dariyaa main lehre hai amber main tare hai dil ki hai yeh aarzoo dhadkan main ho tu hi tu - 2 jaanu na main thi woh kaunsi ada ho gaya yeh dil jispe fida ab toh hai yeh mere dil ki sada banke meri tum yu hi raho sada bahoon main raho tum sada -2 chanda main narmi hai suraj main garmi hai dil ki hai yeh aarzoo dhadkan main tu hi tu hai phoolon main shabnam hai geeton main sargam hai dil ki hai yah aarzoo dhadkan main ho tu hi tu - 2 suni suni thi mere dil ki gali jaane aaj yeh kaun aa gaya banke khwaab jo aankhon main bas gaya dil pe mere woh jadoo ban ke cha gaya jaadoo sa banke cha gaya - 2 ankhon main sapne hai hothon pe nagme hai dil ki hai yah aarzoo dhadkan main ho tu hi tu phoolon main shabnam hai geeton main sargam hai dil ki hai yah aarzoo dhadkan main ho tu hi tu -3