The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
dhanak ka rang hai bikhra mere duppate pe saari khushbu meri baahon mein simat aayi hai paanv padte nahi zameen pe mere mujhpe ajeeb si masti yeh umad aayi hai aaj lagta hai main hawaon mein hu aaj itni khushi mili hain aaj bas mein nahi hai mann mera aaj itni khushi mili hain aaj lagta hai main hawaon mein hu aaj itni khushi mili hain haya ki shokhiyaan lipti hai mere aanchal se - 3 (aaisa lagta main dulhan hu bani aaj itni khushi mili hain) - 2 woh ek pal ki mulakaat rang laayi hain - 3 (umra bhar ke liye mehmaan bani aaj itni khushi mili hain) - 2 aaj lagta hai main hawaon mein hu aaj itni khushi mili hain - 4