The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Dil deewana bin sajna ke Maane na Dil deewana bin sajna ke Maane na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Dhak dhak bole it ut dole Din raina Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Dard judaai kya hota hai tum jaano main jaanoon ho ho ho ho ho Dard judaai kya hota hai tum jaano main jaanoon Pyaar bulaaye duniya roke kiska kehna maanoon Tumse mile bin dil ko kuchh bhi soojhe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na oh ho ho ho ho oh ho ho ho ho Banke lahoo nas nas mein mohabbat daude aur pukaare ho ho ho ho ho Banke lahoo nas nas mein mohabbat daude aur pukaare Pyaar mein sab kuchh haar diya par himmat kaise haarein Keh do duniya dil ka rasta roke na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Dil deewana bin sajna ke Maane na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na .