Hindi Song Lyrics of Dil Ka Darwaaja

MAIN KHILADI TU ANARI Movie Songs Lyrics
Dil Ka Darwaaja Lyrics
Hindi Song Title: Dil Ka Darwaaja : MAIN KHILADI TU ANARI
Singer(s): ALKA YAGNIK



Hindi Lyrics:
--FEMALE--
Dil ka darwaaja khula hai raja, raja raja raja
Aath roz ki tu chhooti leke aaja, aaja aaja aaja
Dil ka darwaaja khula hai raja
Aath roz ki tu chhooti leke aaja

--CHORUS--
Dil ka darwaaja khula hai raja
Aath roz ki tu chhooti leke aaja

--FEMALE--
Naya somvaar aayega saath tere
Mere haath mein honge phir haath tere
Manaayenge mangal ko jungle mein mangal
To budh tak chalega yeh mangal ka dangal - 2
Mm, maza somras ka mujhe bhi jaga jaa, aaja aaja aaja
Pada hai jo parda voh aake utha jaa, aaja aaja aaja
Dil ka darwaaja khula hai raja
Aath roz ki tu chhooti leke aaja

--CHORUS--
Dil ka darwaaja khula hai raja
Aath roz ki tu chhooti leke aaja

--FEMALE--
Naye gur guruvaar ke seekh le na
Oh, hunar mujhse kuch pyaar ke seekh le na
Bada shukr phir shukravaar ab na hoga
To poora hamaara koi sapna hoga - 2
Haan haan, to is baar mera vrat bhi chhuda jaa, aaja aaja aaja
Tujhe pyaar kar karke kar doongi taaja, aaja aaja aaja
Dil ka darwaaja khula hai raja
Aath roz ki tu chhooti leke aaja

--CHORUS--
Dil ka darwaaja khula hai raja
Aath roz ki tu chhooti leke aaja

--FEMALE--
Shanivaar ki raat bhaari padegi
Mohabbat ki gaadi se gaadi ladegi
Ravivaar ko apna paigaam hoga
Ke chhooti ke bin bhi bahut kaam hoga - 2
Haaye, meri saaton raatein suhaagan bana jaa, aaja aaja aaja
Manaayenge khushiyaan bajaayenge baaja, aaja aaja aaja
Dil ka darwaaja khula hai raja
Aath roz ki tu chhooti leke aaja

--CHORUS--
Dil ka darwaaja khula hai raja
Aath roz ki tu chhooti leke aaja

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Dil Ka Darwaaja from the Bollywood movie MAIN KHILADI TU ANARI. We tried to make Dil Ka Darwaaja Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Dil Ka Darwaaja Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com