The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Sun zara, dil ki sun zara Sun zara, dil ki sun zara Ek pal pyaar ka hai bahot hi bada Sun zara, dil ki sun zara Sun zara, dil ki sun zara Dekha nahi kyon apna lage hain Kya jaane woh mujhse kahe hain Aawaz jo mujhe chhoo gayi hai Meri rooh ko ek ishaara kare hain Mere dholna, mere dholna Sun zara, dil ki sun zara Sun zara, dil ki sun zara Yeh pyaar ka jo mausam hai aaya Dil ko mere ab koyi bhaaya Jaise hawaon mein khushboo ghuli ho Aise woh mujh mein aake samaaya Mere dholna Mere saathiya Sun zara, dil ki sun zara Sun zara, dil ki sun zara Ek pal pyaar ka hai bahot hi bada Sun zara, dil ki sun zara Posted By : Mastani Laila