The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Dil ne kaha (Kaun hai voh sanam jispe fida hue Pehli nazar mein hum, dil ne kaha) - 2 Uski talaash mein badhne lage kadam, dil ne kaha Uljha hua hoon main jiske sawaalon mein Rehti hai chupke voh mere khayaalon mein, dil ne kaha Kaun hai voh sanam jispe fida hue Pehli nazar mein hum, dil ne kaha Aankhon ki sharaarat se, saanson ki haraarat se Mujhko jalaati hai voh, ho ho Jab main so jaata hoon, paagal ho jaata hoon Khwaabon mein aati hai voh Uljha hua hoon main jiske sawaalon mein Rehti hai chupke voh mere khayaalon mein, dil ne kaha Kaun hai voh sanam jispe fida hue Pehli nazar mein hum, dil ne kaha Voh jiski adaaon ne, voh jiski nigaahon ne Jeena sikhaaya mujhe, ho ho Jab koi aahat ho, to aisa lagta hai Usne bulaaya mujhe Uljha hua hoon main jiske sawaalon mein Rehti hai chupke voh mere khayaalon mein, dil ne kaha Kaun hai voh sanam jispe fida hue Pehli nazar mein hum, dil ne kaha Dil ne kaha