Hindi Song Lyrics of Dil ka haal sune dil waala
SHREE 420 Movie Songs LyricsDil ka haal sune dil waala Lyrics Hindi Song Title: Dil ka haal sune dil waala : SHREE 420
Singer(s): MANNA DEY
Hindi Lyrics:
Dil ka haal sune dil waala Seedhi si baat na mirch masaala Kehke rahega kehne waala Dil ka haal sune dil waala Chhote se ghar mein gareeb ka beta Main bhi hu maan ke naseeb ka beta - 2 Ranj-o-gham bachpan ke saathi Aandhiyo mein jali jeewan baati Bhukh ne hain bade pyaar se paala Dil ka haal sune dil waala (Haay karu kya surat aisi, Gaanthhke poore chor ke jaisi) - 2 Chalta phirta jaanke ek din, Bina dekhe pehchaan ke ek din Baandhke le gaya pulis waala Dil ka haal sune dil waala Budhhe daaroga ne chashme se dekha -2 Aage se dekha peechhe se dekha, Upar se dekha neeche se dekha Bola ye kya kar baithhe ghotaala, Haay ye kya kar baithhe ghotaala Ye to hai thaanedaar ka saala Dil ka haal sune dil waala Gham se abhi azaad nahi main Khush magar aabaad nahi main -2 Manzil mere paas khadi hai, Paau mein lekin bedi padi hai Taanga deta hai daulat waala, Dil ka haal sune dil waala Sun lo magar ye kisi se na kehna Tinke ka leke sahaara na behna -2 Bin mausammal haar na gaana, Aadhi raat ko machchil laana Varna pakad lega pulis waala Dil ka haal sune dil waala
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Dil ka haal sune dil waala from the Bollywood movie SHREE 420. We tried to make Dil ka haal sune dil waala Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Dil ka haal sune dil waala Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.