Hindi Song Lyrics of Ek Haseena Thi

KARZZZZ Movie Songs Lyrics
Ek Haseena Thi Lyrics
Hindi Song Title: Ek Haseena Thi : KARZZZZ
Singer(s): SHREYA GHOSHAL, HIMESH RESHAMMIYA
Cast(s): HIMESH RESHAMMIYA , URMILA MATONDKAR , GULSHAN GROVER , ROHINI HATTANGADI , DINO MOREA , RAJ BABBAR



Hindi Lyrics:
Aaj Iss Mubarak Mauke Par,
Mein Aap Logon Ko, Meri Aur Kamini Ki Daastan Sunana Chahta Hu
Mohabbat Ki Daastan..

Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha
Kya Umar, Kya Sama, Kya Zamana Tha.., Aaaaa….

Heyy..Heyyy..Heyy...
La La La La La La…

Ek Haseena Thi, Haseena Thi..
Ek Deewana Tha, Deewana Tha..
Kya Umar, Kya Sama, Kya Zamana Tha.., Aaaaa….

[ Ek Haseena Thi Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]

(Ek Din Wo Mile, Roz Milne Lage)- 2
Phir Mohabbat Hui, Bass Qayamat Hui
Sunn Ke Yeh Daastan, Kho Gaye Tum Kahan
Loge Hairaan Hain, Kyunki Anjaan Hain
Ishq Ki Woh Gali.., Baat Jiskli Chali..
Uss Gali Mein, Mera Aana, Jaana Tha
Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha
Kya Umar Thi, Kya Sama Tha, Kya Zamana Tha
Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha..

(Uss Hasin Ne Kaha, Suno Jaane Wafa) – 2
Yeh Falak, Yeh Zameen, Tere Bin Kuch Nahi
Tujhpe Marti Hu Mein, Pyaar Karti Hu Mein
Tere Bin Zindagi.., Kuch Nahi, Kuch Nahi
Aashiqui Mein Unka Aalam, Kya Suhana Tha..
Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha
Kya Umar Thi, Kya Sama Tha, Kya Zamana Tha
Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha..

Bewafa Yaar Ne, Apne Mehboob Se
Aisa Dhokha Kiya - 3
Zehar Usko Diya - 3

Marr Gaya Wo Jawan, Marr Gaya Wo Jawan
Ab Suno Daastan, Janm Leke Kahin
Fir Wo Pahucha Wahin, Shakal Anjaan Thi
Akal Hairaan Thi, 
(Saamna Jab Hua, Phir Wahi Sab Hua) - 2
Uspe Yeh Karz Tha, Uska Yeh Karz Tha
Karz To Farz Apna Chukana Tha..
Hoo..Hooo Hoo..
La La La La La La…
Hey Hey Hey Hey..
La La La La La La…

[ Ek Haseena Thi Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Ek Haseena Thi from the Bollywood movie KARZZZZ. We tried to make Ek Haseena Thi Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Ek Haseena Thi Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com