Hindi Song Lyrics of Ek Taraf Uska Ghar
NASHA - PANKAJ UDHAS Movie Songs LyricsEk Taraf Uska Ghar Lyrics Hindi Song Title: Ek Taraf Uska Ghar : NASHA - PANKAJ UDHAS
Singer(s): PANKAJ UDHAS
Hindi Lyrics:
Teri nigaah se aisi sharab pi maine ki phir na hosh ka daava kiya kabhi maine woh aur honge jinhe maut aa gayi hogi nigaahen yaar se paayi hai zindagi maine (ai gam-e-zindagi - 2 kuchh to de mashwara) 2 ek taraf usaka ghar ek taraf maikada - 2 main kaha jaaun hota nahi faisala ek taraf usaka ghar ek taraf maikada - 2 ek taraf baam par koi gulpham hai ek taraf mehfilen bada-o-jaam hai - 2 dil ka donose hai kuchh na kuchh hai vaasta ek taraf usaka ghar ek taraf maikada - 2 usake dar se utha to kidhar jaaunga maikada chhod dunga to main marr jaaunga - 3 sakht mushkil mein hoon kya karu ai khuda ek taraf usaka ghar ek taraf maikada - 2 zindagi ek hai aur talabgar do jaan akeli magar jaan ke haqdaar do - 2 dil bata pehele kiska karu hak ada ek taraf usaka ghar ek taraf maikada - 2 is taaluk ko main kaise todu jafar kisko apanaau main kisako chodu zafar - 3 mera donose rishta hai nazdik ka ek taraf usaka ghar ek taraf maikada - 2 (ai gam-e-zindagi - 2 kuchh to de mashwara) 2 ek taraf usaka ghar ek taraf maikada - 2 main kaha jaaun hota nahi faisala ek taraf usaka ghar ek taraf maikada - 2
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Ek Taraf Uska Ghar from the Bollywood movie NASHA - PANKAJ UDHAS. We tried to make Ek Taraf Uska Ghar Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Ek Taraf Uska Ghar Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.