The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Mohini! Mohini! Mohini! Mohini! Ho Ho Ho Namaskar! Namaskar! Kahiye, kya sunenge aap? Aarey pehle yeh kahiye, Kaha thi aap? Mein .. Mein kar rahi thi kissi ka intezaar Kaun hai woh? Woh .. jisse karti hoon pyaar haai.... Aaur.. jisse karti hoon minnate bar-bar Kaise? Aise ... Ding dong ding, ding dong ding dong ding dong, Ding dong dong, Ding dong (Ek do teen, char paanch che saath aath nau, dus gyarah, barah tera) - 2, (Tera karoon, tera karoon din gin gin ke intezaar, aaja piya aaye bahaar) - 2 Chaudah ko tera sandesha aaya, Pandrah ko aaunga yeh kehlaya Chaudah ko aaya na pandrah ko tu, tadpake mujhko tune kya paya Sohal ko bhi Sohal ko bhi sohal kiye the shingar, aaja piya aayi bahaar (Tera karoon, tera karoon din gin gin ke intezaar, aaja piya aaye bahaar) - 2 (Ek do teen, char paanch che saath aath nau, dus gyarah, barah tera) - 2, Satrah ko samjhi saang toot gaya, Atharah ko dil toot gaya, Roh roh gujara meine saara unnees, Bees ko dil ke tukade hue bees, Fir bhi nahi, Fir bhi nahi Dil se gaya, tera pyaar, Aaja piya aayi bahaar (Tera karoon, tera karoon din gin gin ke intezaar, aaja piya aaye bahaar) - 2 (Ek do teen, char paanch che saath aath nau, dus gyarah, barah tera) - 2, Ikees beeti, baais gayi, Teiss gujari, chaubees gayi, Pacchis chabees ne mara mujhe, Birha ke chakki mein main pees gayi Din baas, Din baas mahine ke hai aaur chaar, Aaja piya aaye bahaar (Ek do teen, char paanch che saath aath nau, dus gyarah, barah tera) - 2, Din bane hafte, hafte mahine, mahine ban gaye saal, Aake jara tu dekh tho le, Kya hua hai mera haal, Diwani daar daar mein firti hoon, Na jeeti hoon naa mein marti hoon, Tanhai ki raatein sehti hoon, Aaja aaja, aaja aaja aaja, aaja ke din ginti rahti hoon (Ek do teen, char paanch che saath aath nau, dus gyarah, barah tera) - Repeat
(Aayi Pari Kehane Lagi Kya Baat Hai Maine Kaha Yahaan Din Bhi Kaali Raat Hai) - (2) Laayi Woh Ek Chhadi, Taaron Ki Phuljhadi Maine Puchha Sach Bata Bhala Kya Hoga Iss Chaadi Se Usane Bola Iss Chhadi Ko Tum Jara Ghumaake Dekho Ek Do Teen Aisa Badala Scene Duniya Thi Rangin, Main Hi Main Tha Motor Building Paise The, Chaaho Jaise Waise The Bas Ek Do Teen Ek Do Teen, Ek Do Teen, Ek Do Teen [ Ek Do Teen Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Boli Pari Kya Tumko Sab Kuchh Mil Gaya Maine Kaha Kuchh Aur Hai Jo Rah Gaya Laayi Wohi Chhadi, Taaron Ki Phuljhadi Maine Puchha Sach Bata Bhala Kya Hoga Iss Chaadi Se Usane Bola Iss Chhadi Ko Tum Jara Ghumaake Dekho Ek Do Teen Aisa Badala Scene Duniya Thi Rangin, Main Hi Main Tha Duniya Par Mera Raaj Tha, Sar Pe Taaj Tha Bas Ek Do Teen Ek Do Teen, Ek Do Teen, Ek Do Teen - (2) Ek Din Phir Aisa Hua, Main Tanaha Tha Baitha Hua Aayi Pari Kehane Lagi Kyun Tu Udaas Hai Yeh Lo Chhadi Kuchh Maang Lo, Jis Cheej Ki Aas Hai Ek Do Teen Aisa Badala Scene Duniya Thi Hasin, Jo Maanga Sab Tha Har Basti Mein Ujaala Tha, Haatho Mein Niwaala Tha Yahin Maanga Tha Ek Do Teen Aisa Badala Scene Duniya Thi Hasin, Jo Maanga Sab Tha Hasate Bachche Basate The, Nekhare Raste The Bas Ek Do Teen Ek Do Teen, Ek Do Teen, Ek Do Teen - (2) Bas Ek Do Teen [ Ek Do Teen Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]