Hindi Song Lyrics of Ek duje ke vaaste
DIL TO PAGAL HAI Movie Songs LyricsEk duje ke vaaste Lyrics Hindi Song Title: Ek duje ke vaaste : DIL TO PAGAL HAI
Singer(s): LATA MANGEHSKAR & HARIHARAN
Hindi Lyrics:
Kitne hi door door hon hum donon ke raaste Mil jaate hain jo bane ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Jaise dil hai dhadkan hai ek duje ke vaaste Jaise aankh hai darpan hai ek duje ke vaaste Jaise barkha saawan hai ek duje ke vaaste Ek sajni ek saajan hai ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Us rab ne jab dil diye Dil ke do tukde kiye Dono mein ek naam leikha Ek radha ek shyam likha Ab ye dil dhadakte hain Milte aur bichhadte hain Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Hum donon ek jaan hain Do dil ek armaan hain Lekin ab is mod kar Dekhein daaman chhod kar Waqt ka hai ye faisla Hum tum ho jaayein juda Maangein khushiyon ki dua Ek duje ke vaaste Maangein khushiyon ki dua Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste Ek duje ke vaaste .
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Ek duje ke vaaste from the Bollywood movie DIL TO PAGAL HAI. We tried to make Ek duje ke vaaste Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Ek duje ke vaaste Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.