Hindi Song Lyrics of Ganaa Ganaa Di Ganna
BAL GANESH Movie Songs LyricsGanaa Ganaa Di Ganna Lyrics Hindi Song Title: Ganaa Ganaa Di Ganna : BAL GANESH
Singer(s): AMAANAT ALI, ANEEK DHAR, NIRUPAMA DEY, SHANKAR MAHADEVAN, ASHA BHOSLE, JUNAID SHEIKH, MAULI DAVE, SUMEDHA KARMAHE
Hindi Lyrics:
(tino lok mein puja jaaye - 2, jagad bamb ka putra kahaaye) - 2 krodh lobh sab jag se mitaake, shuddh prem ka ras barsaaye - 2 bhakta karein har varsh swaagatam (ganaa ganaa di ganna shevitam- 3, ganna ganna) - 2 tino lok mein puja jaaye, jagad bamb ka putra kahaaye krodh lobh sab jag se mitaake, shuddh prem ka ras barsaaye - 2 bhakta karein har varsh swaagatam, swaagatam (ganaa ganaa di ganna shevitam- 3, ganna ganna) - 2 ganna ganna ganna........ ganapat ganaa ganna...gan gan ganaa ganaa phal frut aur dudh mithaayi khaye piye bhakton ki chadhaayi - 2 sunake bhajan kirtan hriday ke door karein kshan mein kathnaayi - 2 krodh lobh sab jag se mitaake, shuddh prem ka ras barsaaye bhakta karein har varsh swaagatam (ganaa ganaa di ganna shevitam- 3, ganna ganna) - 2 aap ho sab devo mein bholein, aap ki jai jai har koi bolein - 2 pyaar se usake ghar tum aao, jo baithe darwaaja kholein - 2 krodh lobh sab jag se mitaake, shuddh prem ka ras barsaaye bhakta karein har varsh swaagatam, swaagatam (ganaa ganaa di ganna shevitam- 3, ganna ganna) - 2 tino lok mein puja jaaye, jagad bamb ka putra kahaaye - 2 krodh lobh sab jag se mitaake, shuddh prem ka ras barsaaye bhakta karein har varsh swaagatam, swaagatam (ganaa ganaa di ganna shevitam- 3, ganna ganna) - 2 ganna ganna ganna ganna ganna........
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Ganaa Ganaa Di Ganna from the Bollywood movie BAL GANESH. We tried to make Ganaa Ganaa Di Ganna Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Ganaa Ganaa Di Ganna Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.